Tuesday, December 2, 2008

kalpana...


" Bhavpurn kriti,
man ki aakriti,
divya shrishti ki,
murt roop si.

nayanabhiram chavi,
swabhav sdrash sakhi,
swachch salil ke,
jal dhara si.

Sahasra putra sam,
vrihat astra sam,
swarna gaat si,
bhrat aur sakha si.

Himalayi shikhar si,
pragati ke path si,
ekal pathik si,
bani vijeta si,

Man ke vishwas ki,
jeevan ke aas si,
dekha nahi tumko,
jana nahi tumko.

yeh hai meri alpana,
tum ho beti kalpana."
- Beloved uncle.

11 comments:

kshitij jain said...
This comment has been removed by the author.
kshitij jain said...
This comment has been removed by the author.
unforgiven said...

Sweet.

Arpita said...

Beautiful....

tinheart said...

Sorry for the intrusion...
While livin on the edge...

yeh koi kalpana bhi, aur kalpana nahi bhi

yeh koi drishti bhi, aur nahi nhi....

yeh sansmaran hai, phir bhi nahin,,,,

kisi paani ke bahav mein, phir bhi nahin

yeh kal aur aaj nahi, phir bhi 'fantastic' hai...

Sotty to intrude, but had to speak...since couldn't help it.

Thanks for the blog.

tinheart said...

Reach me out at:

~No-Mad ~

http://www.orkut.co.in/Main#Profile.aspx?uid=12744152196148821699

tinheart said...

while livin on edge...juxtaposition of paradoxes...aint no bad thing

Arpita said...

forgot to ask...where do u get these lovely pictures from?!!

kshitij jain said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...

hiiiiiiiiiii

Unknown said...

gud one...

Kalpana ki chhaini aur,
Swapn ki hathodi se...
Chand ko Tarash banaya
gaya hai tumhe...

dat is Kalpana...
Thoughts without limitations...